Wednesday, 26 August 2015

Love for All Hatred for None


NABOVET Nabovet 2 tehran ki huti hai. Aik shari Nabovet aur dusri ghair shari nabovet. Quran e kareem Mei shari ambiya aur ghair shari Ambiya ka zikr majood hai. Quran e kareem Mei jin shari Ambiya ka zikr hai un ke naam ye hain. Hazrat nuh Alysalam Hazrat musaa Alysalam Hazrat Muhammad SAW QURAN E KAREEM Mei jin ghair shari AMBIYA ka zikr hai un chand ke naam ye hain Hazrat LOOTH ALYSALAM HAZRAT ESMAEEL ALYSALAM HAZRAT EHSAAQ ALYSALAM HAZRAT YAQUB ALYSALAM HAZRAT YAIYA ALYSALAM HAZRAT ESA ALYSALAM YAhn pr Ies baat ku biyan krne ka maqsed ye hai keh jis Tehran aik shari nabi ke baad kai ghair shari Ambiya unhi ki umet Mei behje giye. Iesi Tehran HAZRAT Muhammad SAW ki umet Mei aik umeti nabi ke ane ki peshgoi majood hai. Jis ka zikr humain Quran e kareem ki surah Al junah ayet 3-4 mei milta hai aur Ies ka zikr sahi bukhari ki Hadith Mei majood hai. Jis ka reference nichy picture Mei majood hai. Agr kisi ka Ies post ke bare Mei koi sawaal hu tu woh apna sawaal comment Mei puch sakty hain jazakallah.

No comments:

Post a Comment